Diye jalte hai lyrics, Diye jalte hai hindi lyrics
Free Diye jalte hai mp3 song
We presents for now Diye jalte hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Diye jalte hai Song Lyrics
Song Title : Diye Jalte Hain
Movie/Album Name: NAMAK HARAM
Singer(s) : KISHORE KUMAR
Lyrics:
Diye jalte hain, phool khilte hain, diye jalte hain, phool khilte hain
badi mushkil se, magar, duniya mein dost, milte hain, diye jalte hain
Jab jis waqt kisi ka, pyar juda hota hai, kuchh na poochho, yaron dil ka, haal bura hota hai,
Jab jis waqt kisi ka pyar juda hota hai, kuchh na poonchho yaron dil ka haal bura hota hai,
dil pe yadon ke jaise, teer chalte hain, ahanha
Diye jalte hain, phool khilte hain, diye jalte hain
Is rang roop pe dekho, hargiz naaz na karna, jaan bhi mange, yaar to dede na, naraz na karna,
rang ud jate hain, dhoop dhalte hain, hmhmhm

Daulat aur jawani, ek din kho jaati hain, sach kahta hoon, saari duniya, dushman ho jaati hai,
umr bhar dost lekin saath chalte hain hmmhm
Diye jalte hain, phool khilte hain, badi mushkil se, magar, duniya mein dost milte hain
Diye jalte hain.
Submitted by: ravi sahu