Tumhi Nani Maa lyrics, Tumhi Nani Maa hindi lyrics
Free Tumhi Nani Maa mp3 song
We presents for now Tumhi Nani Maa mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Tumhi Nani Maa Song Lyrics
Song Lyrics Title = Nani Maa
Song Lyrics Movie = Moksha (2001)
Singers = Mahalakshmi Iyer
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = Rajesh Roshan
Director = Ashok Mehta
Music Label = Venus Records
Starring = Arjun Rampal, Manisha Koirala,
Kalpana Pandit
Release on = 30th November, 2001
mp3 songs
Haseen pyaari boli shahed ke jaise meethi
Hai naram jaisi ruhi nani maa
Kahaniyaan sunati pehliyaan bujaati
Thapak thapak sulaati nani maa
Tumhi ho meri lori tumhi meri kahani
Tumhara pyaar bachpan ki ek haseen nishani
Tumhi ne di thi gudiya jo thi meri saheli
Tumhara hi tha aangan main kal thi jis mein kheli
Tumhi ne tha bataaya hai rang kitne sare
Tumhi ne tha bataaya hai phool kitne pyaare
Tumhi ne tha sikhaaya badon se kaise boloon
Tumhi ne tha sikhaaya dupatta kaise odhoon
Woh pyaar se bulaati woh pyar se sikhaati
Woh kuch na kuch bataati nani maa
Tumhi ne mere dil mein mohabbatein hain gholi
Tumhi se to suni thi jo bolti hoon mein boli
Tumhi ne to kaha tha jo bolta nain hain
Hameshaa yaad rakhna ke zindagi haseen hain
Woh har subhah jagaati mithaayeya khilaati
Hameshaa muskuraati nani maa
Haseen pyaari boli shahed ke jaise meethi
Hai naram jaisi ruhi nani maa...
Posted by : {Ritu Kesharwani}