Aawaz do hum ek hai lyrics, Aawaz do hum ek hai hindi lyrics
Free Aawaz do hum ek hai mp3 song
We presents for now Aawaz do hum ek hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Songs | Save As | Play & Listen |
---|---|---|
Aawaz do hum ek hai Artist : Patriotic |
Save As | |
Aawaz do hum ek hai Artist : Patriotic |
Aawaz do hum ek hai Song Lyrics
Song Lyrics Title : Aawaz do hum ek hain
Song Lyrics Movie : Aawaz do hum ek hain
Singer : rafi
mp3 songs
ek hai apni zameen
ek hai apna gagan
ek hai apna jahaan
ek hai apna watan
apne sabhi sukh ek hain
apne sabhi gham ek hain
aawaaz do
aawaaz do ham ek hain
ham ek hain
aawaaz do
aawaaz do ham ek hain
ham ek hain
ye waqt khoney ka nahin
ye waqt soney ka nahin
jaago watan khatre mein hain
saara chaman khatre mein hain
phoolon ke chehre zard hain
zulfen fiza ki gard hai
umda hua toofaan hai
narwe mein Hindustan hai
dushman se nafrat farz hai
ghar ki hifaazat farz hai
bedaar ho
bedaar ho
aamaada-e-paykaar ho
aawaaz do
aawaaz ho ham ek hain hai
ham ek hain
ye hai Himaala ki zameen
Taj-o-Ajanta ki zameen
sangam hamaari aan hain
Chittaud apni shaan hai
Gulmarg ka mehka chaman
Jamuna ka tat Gokul ka ban
Ganga ke dhaare apne hain
ye sab hamaare apne hain
keh do koi dushman nazar
uthhe na bhoole se idhar
keh do ke ham bedaar hain
keh do ke ham taiyyaar hain
aawaaz do
aawaaz do ham ek hain
ham ek hain
uthho jawaan aan-e- watan
baandhe huye sar se kafan
uthho Dakkhan ki or se
Gang-o-Jaman ki or se
Panjab ke dil se uthho
Satluj ke saahil se uthho
Maharastra ki khaaq se
Dilli ki arz-e-paak se
Bangal se
Gujrat se
Kashmir ke baghaat se
NEFA se
Rajasthan se
kul khaaq-e-Hindustan se
aawaaz do
aawaaz do ham ek hain
ham ek hain
ham ek hain
ham ek hain
ham ek hain
ham ek hain
Posted by: {Anju}
Song Lyrics Movie : Aawaz do hum ek hain
Singer : rafi
mp3 songs
ek hai apni zameen
ek hai apna gagan
ek hai apna jahaan
ek hai apna watan
apne sabhi sukh ek hain
apne sabhi gham ek hain
aawaaz do
aawaaz do ham ek hain
ham ek hain
aawaaz do
aawaaz do ham ek hain
ham ek hain
ye waqt khoney ka nahin
ye waqt soney ka nahin
jaago watan khatre mein hain
saara chaman khatre mein hain
phoolon ke chehre zard hain
zulfen fiza ki gard hai
umda hua toofaan hai
narwe mein Hindustan hai
dushman se nafrat farz hai
ghar ki hifaazat farz hai
bedaar ho
bedaar ho
aamaada-e-paykaar ho
aawaaz do
aawaaz ho ham ek hain hai
ham ek hain
ye hai Himaala ki zameen
Taj-o-Ajanta ki zameen
sangam hamaari aan hain
Chittaud apni shaan hai
Gulmarg ka mehka chaman
Jamuna ka tat Gokul ka ban
Ganga ke dhaare apne hain
ye sab hamaare apne hain
keh do koi dushman nazar
uthhe na bhoole se idhar
keh do ke ham bedaar hain
keh do ke ham taiyyaar hain
aawaaz do
aawaaz do ham ek hain
ham ek hain
uthho jawaan aan-e- watan
baandhe huye sar se kafan
uthho Dakkhan ki or se
Gang-o-Jaman ki or se
Panjab ke dil se uthho
Satluj ke saahil se uthho
Maharastra ki khaaq se
Dilli ki arz-e-paak se
Bangal se
Gujrat se
Kashmir ke baghaat se
NEFA se
Rajasthan se
kul khaaq-e-Hindustan se
aawaaz do
aawaaz do ham ek hain
ham ek hain
ham ek hain
ham ek hain
ham ek hain
ham ek hain
Posted by: {Anju}