Chalo Ik Bar Phir Hum lyrics, Chalo Ik Bar Phir Hum hindi lyrics
Free Chalo Ik Bar Phir Hum mp3 song
We presents for now Chalo Ik Bar Phir Hum mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Chalo Ik Bar Phir Hum Song Lyrics
Song Lyrics Title = Chalo Ik Bar Phir Hum
Song Lyrics Movie = Gumrah (1963)
Singers = Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Composer = Ravi Shankar Sharma
Director = Baldev Raj Chopra
Music Label = Saregama
Starring = Sunil Dutt, Ashok Kumar, Mala Sinha
Release on = 1st January, 1963
mp3 songs
chalo ek baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
chalo ek baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
na main tumse koi
ummeed rakhoon dil nawaazi ki
na tum meri taraf dekho
galat andaaz nazro se
na mere dil ki dhadkan
ladkhadaaye meri baaton mein
na zaahir ho tumhaari
kashm kash ka raaz nazro se
chalo ek baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
chalo ik baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
tumhein bhi koi
uljhan rokti hai peshkadmi se
mujhe bhi log kehte hain
ki ye jalwe paraaye hain
mere humraah bhi
rusvaaiyaan hain mere maajhi ki
mere humaraah bhi
rusvaaiyaan hain mere maajhi ki
tumhaare saath bhi guzri hui
raaton ke saaye hain
chalo ek baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
chalo ek baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
ta-arruff rog ho jaaye
to usko bhoolna behtar
ta-alluq bojh ban jaaye
to usko todna achha
wo afsana jise anjaam tak
laana na ho mumkin
wo afsana jise anjaam tak
laana na ho mumkin
use ek khoobsoorat mod dekar
chhodna achha
chalo ek baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
chalo ek baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
chalo ek baar...
Posted by : {Anamika Tyagi}
Song Lyrics Movie = Gumrah (1963)
Singers = Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Composer = Ravi Shankar Sharma
Director = Baldev Raj Chopra
Music Label = Saregama
Starring = Sunil Dutt, Ashok Kumar, Mala Sinha
Release on = 1st January, 1963
mp3 songs
chalo ek baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
chalo ek baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
na main tumse koi
ummeed rakhoon dil nawaazi ki
na tum meri taraf dekho
galat andaaz nazro se
na mere dil ki dhadkan
ladkhadaaye meri baaton mein
na zaahir ho tumhaari
kashm kash ka raaz nazro se
chalo ek baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
chalo ik baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
tumhein bhi koi
uljhan rokti hai peshkadmi se
mujhe bhi log kehte hain
ki ye jalwe paraaye hain
mere humraah bhi
rusvaaiyaan hain mere maajhi ki
mere humaraah bhi
rusvaaiyaan hain mere maajhi ki
tumhaare saath bhi guzri hui
raaton ke saaye hain
chalo ek baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
chalo ek baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
ta-arruff rog ho jaaye
to usko bhoolna behtar
ta-alluq bojh ban jaaye
to usko todna achha
wo afsana jise anjaam tak
laana na ho mumkin
wo afsana jise anjaam tak
laana na ho mumkin
use ek khoobsoorat mod dekar
chhodna achha
chalo ek baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
chalo ek baar phir se
ajnabi ban jaayein hum dono
chalo ek baar...
Posted by : {Anamika Tyagi}