Bin Phere Hum Tere lyrics, Bin Phere Hum Tere hindi lyrics
Free Bin Phere Hum Tere mp3 song
We presents for now Bin Phere Hum Tere mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Bin Phere Hum Tere Song Lyrics
Song Lyrics Title : Bin Phere Hum Tere
Song Lyrics Movie : Bin Phere Hum Tere (1979)
Music Director: Usha Khanna
Director: Rajat Rakshit
Producer: Np Singh
Singer(s): Kishore Kumar
mp3 songs
Saj Nahin Baaraat To Kya? Ayi Na Milan Ki Raat To Kya?
Byah Kiya Teri Yaadon Se, Gat Bandhan Tere Waadon Se,
Bin Phere Hum Tere, Bin Phere Hum Tere
Tu Ne Apna Maan Liya Hai, Hum The Kahan Iss Kaabil,
Wo Ehsaan Kiya Jaan Dekar, Jis Chukana Mushkil,
Deha Bani Na Dulhan To Kya, Pehne Nahin Kangan To Kya,
Bin Phere....
Tan Ke Rishte Toot Bhi Jayein, Toote Na Man Ke Bandhan,
Jisne Diya Humko Apnapan, Usi Ka Hai Ye Jeewan,
Baandhh Liya Man Ka Bandhan, Jeewan Hai Tujh Par Arpan,
Bin Phere...
Aanch Na Aye Naam Pe Tere, Ankh Bhale Hi Jeewan Ho,
Apne Jahan Me Aag Lagale, Tera Jahan Jo Roshan Ho,
Tere Liye Dil Tod Le Hum, Ghar Kya Jag Bhi Chhod De Hum,
Bin Phere....
Jiska Hamein Adhikaar Nahin Tha, Uska Bhi Balidaan Diya,
Acche Bure Ko Hum Kya Jane, Jo Bhi Kiya Tere Liye Kiya,
Lakh Rahe Hum Sharminda, Rahe Magar Mamta Zinda,