Dil dhoondta hai phir wahi lyrics, Dil dhoondta hai phir wahi hindi lyrics
Free Dil dhoondta hai phir wahi mp3 song
We presents for now Dil dhoondta hai phir wahi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Dil dhoondta hai phir wahi Song Lyrics
Song Lyrics Title : Dil dhoondta hai phir wahi
Song Lyrics Movie : Mausam 1975
Singers: Bhupinder Singh, Lata,
Lyrics-Gulzar,
MD-Madan Mohan
mp3 songs
Dil dhoondhtaa, hai phir wahi fursat Ke raat din
dil dhoondhtaa, hai phir wahi fursat Ke raat din
baithhe rahen tasawwur-e-Jaanaa kiye huye
dil dhoondhtaa, hai phir wahi fursat ke raat din
dil dhoondhtaa, hai phir wahie
Jaadon Ki narm dhoop aur aangan mein let kar

aankhon pe kheench kar tere aanchal ke saaye Ko

aundhe pade rahen kabhi karwat liye huye
dil dhoondhtaa hai,
O dil dhoondhtaa, hai phir wahi fursat ke raat din
dil dhoondhtaa, hai phir wohi
yaa garmiyon ki raat jo purwaayiaan chale

thhandi safed chaadaron pe jaagen der tak

taaron ko dekhte rahen chhat par pade huye

barfeeli sardiyon mein kisi bhi pahaad par

waadi mein goonjti huyi, khaamoshiyaan sunen

aankhon mein bheege bheege se lamhe liye huye

baithhe rahen tasawwur-e-jaanaa kiye huye

dil dhoondhtaa, hai phir wahi
Posted by : {Anju}