Ek padosi raat ko soye lyrics, Ek padosi raat ko soye hindi lyrics
Free Ek padosi raat ko soye mp3 song
We presents for now Ek padosi raat ko soye mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Ek padosi raat ko soye Song Lyrics
Song lyrics Title : Ek padosi raat ko soye
Song lyrics Movie : Aasha (1957)
Singer(s):Kishore Kumar
Mp3 songs lyrics
Are chhote aur bade kaa ab to hu aa puraanaa qissaa
Are duniyaa ki jaagir hai sabakaa ek baraabar hissaa
Ek padosi raat ko soye aur dusaraa roye
To isaaf kahaan kaa hai
Ye isaaf kahaan kaa hai
Ye isaaf kahaan kaa hai
Are kaho agar isaan kisi ki raah me kaante boye
To isaaf kahaan kaa hai
Ye isaaf kahaan kaa hai
Ye isaaf kahaan kaa hai
Banaayaa maalik ne sabake liye hai chaand sitaaro ko
To phir kyaa haq hai
To phir kyaa haq hai bade ko kare taqasim bahaaro ko
Kare taqasim bahaaro ko
Jag ke baag bagiche par jab ek kaa qabzaa hoye
To isaaf kahaan kaa hai
Ye isaaf kahaan kaa hai
Ye isaaf kahaan kaa hai
Banaa hai shaah khazaane kaa ye hai isaan ki naadaani
Bataa o kitanaa khaa legaa
Bataa o kitanaa khaa legaa ye daanaa aur hawaa paani
Ye daanaa aur hawaa paani
Are paise jaisi chiz ki khaatir ko_i sharaafat khoye
To isaaf kahaan kaa hai
Ye isaaf kahaan kaa hai
Ye isaaf kahaan kaa hai
Sabhi ek daal ke panchhi hai sabhi kaa ek thikaanaa hai
Lagaa o ek saath
Lagaa o ek saath naaraa ki ye janataa kaa zamaanaa hai
Ye janataa kaa zamaanaa hai
Ko i kisi kaa bij churaa kar apani kheti boye
To isaaf kahaan kaa hai
Ye isaaf kahaan kaa hai
Ye isaaf kahaan kaa hai
Ek padosi raat ko soye aur dusaraa roye
To isaaf kahaan kaa hai
Ye isaaf kahaan kaa hai
Ye isaaf kahaan kaa hai.