Har Ore Tabahi Ka Manzar lyrics, Har Ore Tabahi Ka Manzar hindi lyrics
Free Har Ore Tabahi Ka Manzar mp3 song
We presents for now Har Ore Tabahi Ka Manzar mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Har Ore Tabahi Ka Manzar Song Lyrics
Song Title = Har Ore Tabahi Ka Manzar
Movie/Album = Gandhi to hitler (2011)
Singer = Jagjit Singh
Mp3 Song Lyrics
Dialogue
dvitiye vishwa tudh ka kaal
bhukmari aur tabaahi se
thi janta behaal
Germany ke takht par
baitha tha jo hukmaraan
kara raha tha mohaiya
logon ko maut ka samaan
barood ke dher par
sulga rahi thi kayenaat
jab khaak mein mil jayega sab
to kiski jeet
aur kaisi maat
dhamaake ki goonj mein
gum ho rahi kilkariyaan
chal rahi ho maano
maut ke jashn ki tayaariyaan
har ore tabaahi ka manzar
har ore tabaahi ka manzar
garja vinaash k baadal hai
har ore tabaahi ka manzar
garja vinaash k baadal hai
kahin sehma, sehma bacvhpan hai
kahin rota maa ka aanchal hai
jo chale jeetne duniya ko
kya khabar nahi hai ye unko
jo chale jeetne duniya ko
kya khabar nahi hai ye unko
jab jung jeet kar aayenge
sab kuch namukammal payenge
jab jung jeet kar aayenge
sab kuch namukammal payenge
kahin sooni sooni bastihai
kahin sooni sooni bastihai
kahin ujda ghar ka aangan hai
kahin sehman, sehma bachpan hai
kahin rota maa ka aanchal hai
bhed bhaav jo karte hain
bhagwaan se kyun nahi darte hain
bhed bhaav jo karte hain
bhagwaan se kyun nahi darte hain
jo insaan ban kar aaya hai
rang laal lahoo ka paaya hai
kahin qatra qatra zakhmi hai
kahin qatra qatra zakhmi hai
kahin zarra zarra, ghaayal hai
kahin sehma, sehma bacvhpan hai
kahin rota maa ka aanchal hai
ant yahi jab hona tha
to kis baat ka rona tha
ant yahi jab hona tha
to kis baat ka rona tha
takht kahaan, kahaan taj gaya
kal bhi na mila, aur aaj gaya
kahin sapna chakna-choor hua
taakat ka nasha kafoor hua
jo bo-oge so kaatoge
jo bo-oge so kaatoge
dastoor ye ab bhi kaayam hai
kahin sehma, sehma bacvhpan hai
kahin rota maa ka aanchal hai
har ore tabaahi ka manzar
garja vinaash k baadal hai
kahin sehma, sehma bacvhpan hai
kahin rota maa ka aanchal hai
kahin rota maa ka aanchal hai
kahin rota maa ka aanchal hai
Posted By : {Anamika Tyagi}
Movie/Album = Gandhi to hitler (2011)
Singer = Jagjit Singh
Mp3 Song Lyrics
Dialogue
dvitiye vishwa tudh ka kaal
bhukmari aur tabaahi se
thi janta behaal
Germany ke takht par
baitha tha jo hukmaraan
kara raha tha mohaiya
logon ko maut ka samaan
barood ke dher par
sulga rahi thi kayenaat
jab khaak mein mil jayega sab
to kiski jeet
aur kaisi maat
dhamaake ki goonj mein
gum ho rahi kilkariyaan
chal rahi ho maano
maut ke jashn ki tayaariyaan
har ore tabaahi ka manzar
har ore tabaahi ka manzar
garja vinaash k baadal hai
har ore tabaahi ka manzar
garja vinaash k baadal hai
kahin sehma, sehma bacvhpan hai
kahin rota maa ka aanchal hai
jo chale jeetne duniya ko
kya khabar nahi hai ye unko
jo chale jeetne duniya ko
kya khabar nahi hai ye unko
jab jung jeet kar aayenge
sab kuch namukammal payenge
jab jung jeet kar aayenge
sab kuch namukammal payenge
kahin sooni sooni bastihai
kahin sooni sooni bastihai
kahin ujda ghar ka aangan hai
kahin sehman, sehma bachpan hai
kahin rota maa ka aanchal hai
bhed bhaav jo karte hain
bhagwaan se kyun nahi darte hain
bhed bhaav jo karte hain
bhagwaan se kyun nahi darte hain
jo insaan ban kar aaya hai
rang laal lahoo ka paaya hai
kahin qatra qatra zakhmi hai
kahin qatra qatra zakhmi hai
kahin zarra zarra, ghaayal hai
kahin sehma, sehma bacvhpan hai
kahin rota maa ka aanchal hai
ant yahi jab hona tha
to kis baat ka rona tha
ant yahi jab hona tha
to kis baat ka rona tha
takht kahaan, kahaan taj gaya
kal bhi na mila, aur aaj gaya
kahin sapna chakna-choor hua
taakat ka nasha kafoor hua
jo bo-oge so kaatoge
jo bo-oge so kaatoge
dastoor ye ab bhi kaayam hai
kahin sehma, sehma bacvhpan hai
kahin rota maa ka aanchal hai
har ore tabaahi ka manzar
garja vinaash k baadal hai
kahin sehma, sehma bacvhpan hai
kahin rota maa ka aanchal hai
kahin rota maa ka aanchal hai
kahin rota maa ka aanchal hai
Posted By : {Anamika Tyagi}