Lakhon Tare Aasman Mein lyrics, Lakhon Tare Aasman Mein hindi lyrics
Free Lakhon Tare Aasman Mein mp3 song
We presents for now Lakhon Tare Aasman Mein mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Lakhon Tare Aasman Mein Song Lyrics
Song Title : Lakhon Tare Aasman Mein
Movie/Album Name: Hariyali Aur Rasta (1962)
Singer(s) : MUKESH, LATA MANGESHKAR
Lyrics:
Mukesh
Lakhon tare, aasman mein, ek magar dhoondhe na mila
Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Dil mera chupchaap jala
Lata

Ek magar dhoondhe na mila
Ek magar dhoondhe na mila
Mukesh
Qismat ka hai, naam magar hai, kum hai yeh duniya waalon ka
Phoonk diya hai chaman humare khwaabon aur khayalon ka
Ji karta hai khud hi ghonth de, apne armaano ka gala

Sau-sau sadiyon se lambi yeh, ghum ki raat nahin dhalti
Is andhiyaare ke aage ab, ayi dil ek nahin chalti
Hanste hi lut gayi chaandni, aur uthte hi chaand dhalaa

Maut hai behtar is haalat se, naam hai jiska majboori
Lata
Kaun musaafir tay kar paaya, dil se dil ki yeh doori
Mukesh
Kaantho hi kaantho se guzra, jo raahi is raah chala

POSTED BY:DEVI MANDAL