Mujhko yaaron maaf karna lyrics, Mujhko yaaron maaf karna hindi lyrics
Free Mujhko yaaron maaf karna mp3 song
We presents for now Mujhko yaaron maaf karna mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Mujhko yaaron maaf karna Song Lyrics
song lyrics title : Mujhko yaaron maaf karna
song lyrics movie/album : MAIN NASHE MEIN HOON
Singer(s): MUKESH
Song Lyrics:
Saahib sharaab peene de, masjid mein baithkar
Ya woh jagah bataa de, jahan par khuda na ho
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon

Ab to moomkin hai behakna, main nashe mein hoon

Kal ki yaaden mit rahi hain, dard bhi hain kam
Ab jara aaraam se aa jaa raha hai dam
Are aa jaa raha hai dam
Kam hain ab dil ka tadapna, main nashe mein hoon

Dhal chuki hai raat kab ki, ooth gayi mehfil
Main kahan jaoon nahi koi meri manzil
Nahi koi meri manzil
Do kadam mushkil hai chalna, main nashe mein hoon

Hai jara si baat aur chhalke hain kuch pyaale
Warna jaane kya kahenge ye jahanwale
Kahenge ye jahanwale
Tum bas itna yaad rakhna, main nashe mein hoon