Suno Re Suno Ek lyrics, Suno Re Suno Ek hindi lyrics
Free Suno Re Suno Ek mp3 song
We presents for now Suno Re Suno Ek mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Suno Re Suno Ek Song Lyrics
Song Lyrics: Suno Re Suno Ek Bat Sunau
Song Lyrics Movie or Album: Bairaag 1976
Singer(s): Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music Director(s): Kalyanji-Anandji
Lyricist(s): Anand Bakshi
Lyrics
suno re suno ek bat sunau
jhuth hai ya sach hai yeh tum jano - (2)
mai bairagi, mai bairagi nachu gau

o dekho inn bedardo ko, chhod ke laj ke pardo ko - (2)
gali gali me aurate chhedati phirati hain inn mardo ko
aapane sach farmaya hai, sachcha shor machaya hai - (2)
mardo ke din bit gaye, aurat kaa jamana aaya hai - (2)
mai naa manu, tum naa mano
mai kya janu, tum kya jano
mai toh sabka dil behlau, mai bairagi..............
likhnewala likhta hai, ik aisa chashma bikta hai
jis chashme ke andar se bhayi andho ko bhi dikhta hai - (2)
jag me aise bande hain, bando ke aise dhandhe hain
kya karna hai dekh ke jag ko, achchhe hain jo andhe hain
tu anajana, too anajani
tu divana, too divani
diwane ko kya samajhau, mai bairagan................
o rat ko jab din dhalta hai, prem kaa jadu chalta hai - (2)
too bairagi kya jane kahe ko patanga jalta hai
kah do iss panihari se puchh le dooniya sari se
jale patanga lekin khele bairagi chingari se
khel ke dekho, chhed ke dekho
chhed ke dekho, khel ke dekho
mai jo bolu kar dikhalau, mai bairagi..............