Darshan Do Ghanshyam Nath lyrics, Darshan Do Ghanshyam Nath hindi lyrics
Free Darshan Do Ghanshyam Nath mp3 song
We presents for now Darshan Do Ghanshyam Nath mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Darshan Do Ghanshyam Nath Song Lyrics
Song Lyrics: Darashan Do Ghanshyaam Naath Moree
Song Lyrics Movie or Album: Narsi Bhagat 1940
Singer(s): Hemant Kumar, Manna De, Sudha Malhotra
Music Director(s): Ravi
Lyricist(s): Narasi Mehta
Lyrics
darashan do ghanshyaam naath moree, ankhiya pyaasee re
mann mandir kee jyotee jagado, ghat ghat baasee re
mandir mandir murat teree, phir bhee naa dikhe surat teree
yug bite naa aai milan kee, puranamaasee re
dwaar daya kaa jab too khole, pancham sur me gunga bole
andha dekhe langada chaal kar, pahunche kaasee re
paanee pee kar pyaas bujhaau, nainon ko kaise samajhaau
aankh michaulee chhodo abb, mann ke baasee re
nibarl ke bal dhan nidharn ke, tum rakhwale bhaktjano ke
tere bhajan me sab sukh paau, mite udaasee re
nam jape par tujhe naa jaane, unako bhee too apana maane
teree daya kaa ant nahee hai, he dukh nashee re
aaj phaisala tere dwaar par, meree jit hai teree har par
har jit hai teree mai toh, charan upasee re
dwar khada kab se matavala, mange tum se har tumharee
narasee kee yeh binatee sunalo, bhakt vilaasee re
laj naa lut jaye prabhu teree, nath karo naa daya me deree
tin lok chhod kar aao, ganga nivaasee re