Jate Jate Ek Nazar lyrics, Jate Jate Ek Nazar hindi lyrics
Free Jate Jate Ek Nazar mp3 song
We presents for now Jate Jate Ek Nazar mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Jate Jate Ek Nazar Song Lyrics
Song Lyrics Title : Jate Jate Ek Nazar Bhar Dekh Lo Dekh Lo
Song Lyrics Movie : Qawwali ki Raat (1964)
Singers : Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Song Lyricists : Shewan Rizvi
Music Composer : Iqbal Qureshi
Director : Durgesh Kumar, P.L. Santoshi
Music Label : Saregama
Starring : Mumtaz, Kanwaljit Singh
mp3 songs
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo

Aahe

Subah kaa waqt huaa
Aayi gulshan mein sabaa
Chhid gayaa saaz e chaman
Goonji aawaaz e chaman
Naalaa bulbul ne kiyaa
Khul gayaa raaz e chaman
Phool muskaane lage
Ishq farmaane lage
Aah e bulbul se magar
Phaili gulshan mein khabar
Ishq badnaam huaa
Chal gayaa sabko pataa
Baagbaan aa hi gayaa
Pyaar ki dene sazaa
Phool shaakhon se choone
Naale bulbul se sune
Haar kuchh goonth liye
Hanste dil tod diye
Ashq shabnam ke bahe
Aur khaamosh rahe
Haar phoolon ke jo gulshan se wo lekar niklaa
Apne phoolon se machalti huyi
Bulbul ne kahaa
Kyaa

Shamaa ne jalwe lutaaye
Jo shabistaanon mein
Shauq jal jaane kaa paidaa huaa
Parwaanon mein
Shamaa ne jalwe lutaaye
Jo shabistaanon mein
Shauq jal jaane kaa paidaa huaa
Parwaanon mein
Sar hatheli pe liye
Ishq ke jaanbaaz chale
Aag seenon mein chhupaaye huye
Hamraaz chale
Aag seenon mein chhupaaye huye
Hamraaz chale
Shamaa ne dekhaa
Jo aate huye parwaanon ko
Boli bithlaaun kahaan
Ishq ke mehmaanon ko
Kaun samjhaayegaa
In chaaq girebaanon ko
Sirphiraa kahti hai duniyaa mere deewaanon ko

Aise deewaane ki marne ki qasam khaaye huye
Ishq ki aag mein jalne ke liye aaye huye

Munh phiraaungi to mahfil se nikal jaayenge
Inko seene se lagaaungi to jal jaayenge
Bole parwaane hamen ishq mein jal jaane de
Jaan ke saath ye armaan nikal jaane de
Kah ke ye shauq mein deewaane pe deewaanaa giraa
Ishq ki aag mein parwaane pe parwaanaa giraa

Ahal e dil jalwaa e jaanaan pe fidaa hone lage
Shamaa ki lau se gale mil ke judaa hone lage
Ishq mein dekh ke qurbaaniyaan in deewaanon ki
Shamaa ne itnaa kahaa laash pe parwvaanon ki

Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo.
Posted by : {Anamika Tyagi}