Ansoo Ko Pasine Me Badlo lyrics, Ansoo Ko Pasine Me Badlo hindi lyrics
Free Ansoo Ko Pasine Me Badlo mp3 song
We presents for now Ansoo Ko Pasine Me Badlo mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Ansoo Ko Pasine Me Badlo Song Lyrics
Song Lyrics Title = Ansoo Ko Pasine Me Badlo
Song Lyrics Movie = Pyar Ka Rishta (1973)
Singer = Mohammed Rafi
Lyricist = Indeevar, Shakeel Badayuni
Music Director = Shankar Jaikishan
Film Director = Sultan Ahmed
Film cast = Mumtaz, Vinod Khanna, Sameer,
Shatrughan Sinha
mp3 songs
((aasu ko pasine me badlo
mehnat se nasib badalta hai
ye itna hi sach hai itna
suraj har roz nikalta hai
aasu ko pasine me badlo
mehnat se nasib badalta hai
ye itna hi sach hai itna
suraj har roz nikalta hai
ek pal me chupa hai ek jiwan
ek pal na bitana bato me
kismat na sitaro me dekho
kismat hai tumhare hatho me
bato se kuch bhi nahi hota
hatho se hi kuch banta hai
mehnat ka nam hai tajmahal
mehant ka nam azanta hai
insa ka pasina firte hi
pathar se phul niklta hai
ye itna hi sach hai itna
suraj har roz nikalta hai
aasu ko pasine me badlo
mehnat se nasib badalta hai
ye itna hi sach hai itna
suraj har roz nikalta hai
ek roz to daulat ke badle
mehnat ka sikka chalna hai
mehnat ka sikka chalna hai
sara sansar badalna hai
jab mehnat ki kimat hogi
chandi na kahi chal payegi
sikko me nahi dhal payegi
mehnat ko nahi chal payegi
hatho ki hararat lagte hi
pal me faulad pighalta hai
ye itna hi sach hai itna
suraj har roz nikalta hai
aasu ko pasine me badlo
mehnat se nasib badalta hai
ye itna hi sach hai itna
suraj har roz nikalta hai))
Posted by : {AKANKSHA SHUKLA}
Song Lyrics Movie = Pyar Ka Rishta (1973)
Singer = Mohammed Rafi
Lyricist = Indeevar, Shakeel Badayuni
Music Director = Shankar Jaikishan
Film Director = Sultan Ahmed
Film cast = Mumtaz, Vinod Khanna, Sameer,
Shatrughan Sinha
mp3 songs
((aasu ko pasine me badlo
mehnat se nasib badalta hai
ye itna hi sach hai itna
suraj har roz nikalta hai
aasu ko pasine me badlo
mehnat se nasib badalta hai
ye itna hi sach hai itna
suraj har roz nikalta hai
ek pal me chupa hai ek jiwan
ek pal na bitana bato me
kismat na sitaro me dekho
kismat hai tumhare hatho me
bato se kuch bhi nahi hota
hatho se hi kuch banta hai
mehnat ka nam hai tajmahal
mehant ka nam azanta hai
insa ka pasina firte hi
pathar se phul niklta hai
ye itna hi sach hai itna
suraj har roz nikalta hai
aasu ko pasine me badlo
mehnat se nasib badalta hai
ye itna hi sach hai itna
suraj har roz nikalta hai
ek roz to daulat ke badle
mehnat ka sikka chalna hai
mehnat ka sikka chalna hai
sara sansar badalna hai
jab mehnat ki kimat hogi
chandi na kahi chal payegi
sikko me nahi dhal payegi
mehnat ko nahi chal payegi
hatho ki hararat lagte hi
pal me faulad pighalta hai
ye itna hi sach hai itna
suraj har roz nikalta hai
aasu ko pasine me badlo
mehnat se nasib badalta hai
ye itna hi sach hai itna
suraj har roz nikalta hai))
Posted by : {AKANKSHA SHUKLA}