Hume Bhane Lage lyrics, Hume Bhane Lage hindi lyrics
Free Hume Bhane Lage mp3 song
We presents for now Hume Bhane Lage mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Hume Bhane Lage Song Lyrics
Song Lyrics Title = Hume Bhane Lage
Song Lyrics Movie = Neki Aur Badi (1949)
Singers = Rajkumari Dubey
Song Lyricists = Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Music Composer = Roshanlal Nagrath
Director = Kidar Nath Sharma
Music Label = Saregama
Starring = Kidar Sharma, Madhubala, Geeta Bali, Pasi Patel, Uma Dutt, Nazira
mp3 songs
Hame bhaane lage dil lubhaane lage
Lo wo sapnon ki duniya basane lage
Basane lage hame bhaane lage
Dil lubhaane lage lo wo sapnon ki
Duniya basane lage
Basane lage muskuraane lage
Dil churaane lage wo nigaaho se
Bijli giraane lage giraane lage
Hame bhaane lage
Laakh armaan dil mein machalne lage
Laakh armaan dil mein machalne lage
Meri rag rag se naghme nikalne lage
Meri rag rag se naghme nikalne lage
Gungunaane lage chahchahaane lage
Mere hontho pe tum thrthrane lage
Thrthrane lage hame bhaane lage
Yaad hardam tumhaari sataane lagi
Yaad hardam tumhaari sataane lagi
Aankh raaz e muhabbat chhupane lagi
Aankh raaz e muhabbat chhupane lagi
Sar jhhukaane lage munh phiraane lage
Hum zamane se nazre bachaane lage
Bachaane lage hame bhaane lage
Chhed jaati hain kaali ghataye sajan
Chhed jaati hain kaali ghataye sajan
Jee jalaane lage thandi aahe sajan
Jee jalaane lage thandi aahe sajan
Dil ko bhaane lage lo rulaane lage
Haay saawan ke din bhi jalaane lage
Jalaane lage hame bhaane lage......
Posted by : {Anamika Tyagi}
Song Lyrics Movie = Neki Aur Badi (1949)
Singers = Rajkumari Dubey
Song Lyricists = Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Music Composer = Roshanlal Nagrath
Director = Kidar Nath Sharma
Music Label = Saregama
Starring = Kidar Sharma, Madhubala, Geeta Bali, Pasi Patel, Uma Dutt, Nazira
mp3 songs
Hame bhaane lage dil lubhaane lage
Lo wo sapnon ki duniya basane lage
Basane lage hame bhaane lage
Dil lubhaane lage lo wo sapnon ki
Duniya basane lage
Basane lage muskuraane lage
Dil churaane lage wo nigaaho se
Bijli giraane lage giraane lage
Hame bhaane lage
Laakh armaan dil mein machalne lage
Laakh armaan dil mein machalne lage
Meri rag rag se naghme nikalne lage
Meri rag rag se naghme nikalne lage
Gungunaane lage chahchahaane lage
Mere hontho pe tum thrthrane lage
Thrthrane lage hame bhaane lage
Yaad hardam tumhaari sataane lagi
Yaad hardam tumhaari sataane lagi
Aankh raaz e muhabbat chhupane lagi
Aankh raaz e muhabbat chhupane lagi
Sar jhhukaane lage munh phiraane lage
Hum zamane se nazre bachaane lage
Bachaane lage hame bhaane lage
Chhed jaati hain kaali ghataye sajan
Chhed jaati hain kaali ghataye sajan
Jee jalaane lage thandi aahe sajan
Jee jalaane lage thandi aahe sajan
Dil ko bhaane lage lo rulaane lage
Haay saawan ke din bhi jalaane lage
Jalaane lage hame bhaane lage......
Posted by : {Anamika Tyagi}