Chup chup apni jaan pe lyrics, Chup chup apni jaan pe hindi lyrics
Free Chup chup apni jaan pe mp3 song
We presents for now Chup chup apni jaan pe mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Chup chup apni jaan pe Song Lyrics
Song Lyrics Title : Chup chup apni jaan pe
Song Lyrics Movie : Jeeo Aur Jeene Do (1982)
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar
Lyricist:Verma Malik
Music Director: Pyarelal, Laxmikant Kudalkar
Film Director: Shyam Rahlan
Film Producer: Ratan Mohan
mp3 songs
chup chup apni jan pe sah ja
dunia ka anyay
koi nahi is dharti par jo tera dard bataye
sita ke liye likha hai yahi
har yug me agni pariksha de
sita ke liye likha hai yahi
har yug me agni pariksha de
dukh sah ke bhi mukh se kuch na kahe
man ko dhiraj ki siksha de
sita ke liye likha hai yahi
gairo ke kadwe bol sune
apno ka atyachar sahe
gairo ke kadwe bol sune
apno ka atyachar sahe
jis ram ke sang ban ban bhatke
us ram ke bhi dutkar sune
dharti me shamane se pahle
dharti me shamane se pahle
dharti ki tarah har bar sahe
sita ke liye likha hai yahi
purusho ki banai dunia me
kya ik nari ka man na bache
purusho ki banai dunia me
kya ik nari ka man na bache
jis jahar se ram ka man na bacha
us jahar se kya insan bache
jo reet yugo se jari hai
jo reet yugo se jari hai
us reet se kaise jan bache
sita ke liye likha hai yahi
is andhi bahari nagri me
jab jab sita ko aana hai
is andhi bahari nagri me
jab jab sita ko aana hai
jite ji kasht uthana
marne pe sati kahlana hai
marne pe sati kahlana hai
itihas ke panno ko sadiyo
itihas ke panno ko sadiyo
yuhi ye katha dohrana hai
sita ke liye likha hai yahi
har yug me agni pariksha de
dukh sah ke bhi mukh se kuch na kahe
man ko dhiraj ki siksha de
sita ke liye likha hai yahi
Posted by: {Jiya}
Song Lyrics Movie : Jeeo Aur Jeene Do (1982)
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar
Lyricist:Verma Malik
Music Director: Pyarelal, Laxmikant Kudalkar
Film Director: Shyam Rahlan
Film Producer: Ratan Mohan
mp3 songs
chup chup apni jan pe sah ja
dunia ka anyay
koi nahi is dharti par jo tera dard bataye
sita ke liye likha hai yahi
har yug me agni pariksha de
sita ke liye likha hai yahi
har yug me agni pariksha de
dukh sah ke bhi mukh se kuch na kahe
man ko dhiraj ki siksha de
sita ke liye likha hai yahi
gairo ke kadwe bol sune
apno ka atyachar sahe
gairo ke kadwe bol sune
apno ka atyachar sahe
jis ram ke sang ban ban bhatke
us ram ke bhi dutkar sune
dharti me shamane se pahle
dharti me shamane se pahle
dharti ki tarah har bar sahe
sita ke liye likha hai yahi
purusho ki banai dunia me
kya ik nari ka man na bache
purusho ki banai dunia me
kya ik nari ka man na bache
jis jahar se ram ka man na bacha
us jahar se kya insan bache
jo reet yugo se jari hai
jo reet yugo se jari hai
us reet se kaise jan bache
sita ke liye likha hai yahi
is andhi bahari nagri me
jab jab sita ko aana hai
is andhi bahari nagri me
jab jab sita ko aana hai
jite ji kasht uthana
marne pe sati kahlana hai
marne pe sati kahlana hai
itihas ke panno ko sadiyo
itihas ke panno ko sadiyo
yuhi ye katha dohrana hai
sita ke liye likha hai yahi
har yug me agni pariksha de
dukh sah ke bhi mukh se kuch na kahe
man ko dhiraj ki siksha de
sita ke liye likha hai yahi
Posted by: {Jiya}