Gadi Chali Badooda Se lyrics, Gadi Chali Badooda Se hindi lyrics
Free Gadi Chali Badooda Se mp3 song
We presents for now Gadi Chali Badooda Se mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Gadi Chali Badooda Se Song Lyrics
Song Lyrics Title = Gadi Chali Badooda Se
Song Lyrics Movie = Bhagyawan (1994)
Singers = Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = M. G. Hashmat
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = S.K. Subash
Music Label = BMG Crescendo
Starring = Govinda, Juhi Chawla, Pran, Johnny Lever
mp3 songs
Gaadi chali badoda se
Jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein koi
Kar gaya kam
Gaadi chali badoda se
Jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein
Koi kar gaya kam
Lut gaya mera saman o daiya
Lut gaya mera saman
Lut gaya mera saman o daiya
Lut gaya mera saman
Gaadi chali badoda se
Jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein
Koi kar gaya kam
Chhik chhik chhuk chhuk
Chhik chhik chhuk chhuk
Karti gaadi pol se gujri
Kabhi surang ke andar gus gayi
Aur kabhi wo bahar nikli
Sawan ka mausam tha
Pawan ka shor tha
Aadhi raat mein barish ka
Kya jor tha
Thandi thandi khwabo
Ke jhonke aate the
Balo ko mere galo se takrate the
Dumki jagi aankh lagi aur so gayi
Thodi der mein
Gehri nind mein so gayi
Galti apni kisi ko kaise main
Du ab ilzam
Gaadi chali badoda se
Jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein koi
Kar gaya kam
Are gaadi chali badoda se
Jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein koi
Kar gaya kam
Gaadi mein thi bahut sawari
Ung rahi thi nind ki mari
Lekin sab the mard musafir
Main hi keval ek thi nari
Log kahe titi bhi raat mein aaya tha
Maine apna ticket
Usko bhi dikhaya tha
Haule haule gaadi ke
Jhatake lagte the
Maza aa raha tha mujhe
Achhe lagte the
Chhupke chhupke hath
Paras mein dal ke
Koi le gaya sara mal nikal ke
Na pahchanu na mai janu
Uska kya tha naam
Gaadi chali badoda se
Jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein
Koi kar gaya kam
Gaadi chali badoda se
jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein
Koi kar gaya kam
Station pe chhodke gaadi
Main ja pahunchi thane
Thanedar ne ghur ke dekha
Aur laga muskane
Usne puchha chor ne mera
Kya kya mal churaya
Maine usko khol ke apna
Khali paras dikhaya
Meri khali jeb dekh ke
Shayad wo pachhtaya
Chala gaya wo chhodke kamra
Laut ke phir na aaya
Samjh gayi mai rapat likhane
Ke lagte hai dam
Gaadi chali badoda se
Jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein koi
Kar gaya kam
Lut gaya mera saman o daiya
Lut gaya mera saman
Lut gaya mera saman o daiya
Lut gaya mera saman.
Posted By: Priyanka Shukla
Song Lyrics Movie = Bhagyawan (1994)
Singers = Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = M. G. Hashmat
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = S.K. Subash
Music Label = BMG Crescendo
Starring = Govinda, Juhi Chawla, Pran, Johnny Lever
mp3 songs
Gaadi chali badoda se
Jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein koi
Kar gaya kam
Gaadi chali badoda se
Jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein
Koi kar gaya kam
Lut gaya mera saman o daiya
Lut gaya mera saman
Lut gaya mera saman o daiya
Lut gaya mera saman
Gaadi chali badoda se
Jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein
Koi kar gaya kam
Chhik chhik chhuk chhuk
Chhik chhik chhuk chhuk
Karti gaadi pol se gujri
Kabhi surang ke andar gus gayi
Aur kabhi wo bahar nikli
Sawan ka mausam tha
Pawan ka shor tha
Aadhi raat mein barish ka
Kya jor tha
Thandi thandi khwabo
Ke jhonke aate the
Balo ko mere galo se takrate the
Dumki jagi aankh lagi aur so gayi
Thodi der mein
Gehri nind mein so gayi
Galti apni kisi ko kaise main
Du ab ilzam
Gaadi chali badoda se
Jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein koi
Kar gaya kam
Are gaadi chali badoda se
Jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein koi
Kar gaya kam
Gaadi mein thi bahut sawari
Ung rahi thi nind ki mari
Lekin sab the mard musafir
Main hi keval ek thi nari
Log kahe titi bhi raat mein aaya tha
Maine apna ticket
Usko bhi dikhaya tha
Haule haule gaadi ke
Jhatake lagte the
Maza aa raha tha mujhe
Achhe lagte the
Chhupke chhupke hath
Paras mein dal ke
Koi le gaya sara mal nikal ke
Na pahchanu na mai janu
Uska kya tha naam
Gaadi chali badoda se
Jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein
Koi kar gaya kam
Gaadi chali badoda se
jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein
Koi kar gaya kam
Station pe chhodke gaadi
Main ja pahunchi thane
Thanedar ne ghur ke dekha
Aur laga muskane
Usne puchha chor ne mera
Kya kya mal churaya
Maine usko khol ke apna
Khali paras dikhaya
Meri khali jeb dekh ke
Shayad wo pachhtaya
Chala gaya wo chhodke kamra
Laut ke phir na aaya
Samjh gayi mai rapat likhane
Ke lagte hai dam
Gaadi chali badoda se
Jane ko ratlam
Main soyi thi nind mein koi
Kar gaya kam
Lut gaya mera saman o daiya
Lut gaya mera saman
Lut gaya mera saman o daiya
Lut gaya mera saman.
Posted By: Priyanka Shukla