Jeevan Se Bhari Teri Aankhen lyrics, Jeevan Se Bhari Teri Aankhen hindi lyrics
Free Jeevan Se Bhari Teri Aankhen mp3 song
We presents for now Jeevan Se Bhari Teri Aankhen mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.Jeevan Se Bhari Teri Aankhen Song Lyrics
Song Lyrics Title = Jeevan Se Bhari Teri Aankhen
Song Lyrics Movie = Safar (1970)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji
Virji Shah
Director = Asit Sen
Music Label = Saregama
Starring = Rajesh Khanna, Sharmila Tagore,
Feroz Khan
Release = 31st July, 1970
mp3 songs
Jeevan se bhari teri aankhen
Majboor karen jeene ke liye, jeene ke liye
Saagar bhi taraste rehte hain
Tere hoth ka ras peene ke liye, peene ke liye
Jeevan se bhari teri aankhen
Tasveer banaye kya koi
Kya koi likhe tujh pe kavita
Rangon chhandon mein samayegi
Rangon chhandon mein samayegi
Kis tarah se itni sundarta, sundarta
Ek dhadkan hai tu dil ke liye
Ek jaan hai tu jeene ke liye, jeene ke liye
Jeevan se bhari teri aankhen
Madhuban ki sugandh hai saanson mein
Baahon mein kamal ki komalta
Kirnon ka tej hai chehre pe
Kirnon ka tej hai chehre pe
Hirnon si hai tujh mein chanchalta, chanchalta
Aanchal ka tere hai saar bahut
Koi chaak jigar seene ke liye, seene ke liye
Jeevan se bhari teri aankhen
Majboor karen jeene ke liye, jeene ke liye
Jeevan se bhari teri aankhen.
Posted by : {Ritu Kesharwani}